Flirt good night shayari
Aankhon ko band karo aur mujhe yaad karo, Main turant sapno mein online ho jaunga… 😜💫 Aur haan… disturb mat karna 😉❤️
Aankhon ko band karo aur mujhe yaad karo, Main turant sapno mein online ho jaunga… 😜💫 Aur haan… disturb mat karna 😉❤️
Chalo ab so jao warna main sapne mein aa kar… Tumhe sone nahi dunga 😏💋 Good Night!
Raat chup hai, magar dil kuch keh raha hai, Door hoke bhi tu paas reh raha hai… Neend meri bhi ab tujhse hi judi hai, Har sapna bas tera hi chehra keh raha hai… 🌙❤️
Hawa bhi dheere se tera zikr karti hai, Chandni bhi teri tasveer se jalakti hai… So jao meri jaan pyare se khwabon mein, Meri har good night tujhi se shuru hoti hai… 💫
Aankhein band kar lo, main khayalon mein aa jaunga, Tumhari har raat ko main mehka jaunga… Bas ek muskaan rakhna sote waqt,Main sapno mein tumhe roz gale laga jaunga… ❤️✨
Dil ki baatein hothon pe laa nahi sakta, Tere bina main muskurana seekh nahi sakta, Zindagi mein tumhara saath hai toh sab kuch hai, Warna is dil ko main sambhal nahi sakta.
Tere pyaar mein hum barbaad ho gaye, Tere pyaar mein hum barbaad ho gaye… Aur kya batayein, Maggi bhi jal gayi, 2 minute mein! 😆 Dil diya tha tumhe jaan samajh kar, Tumne le liya EMI ka loan samajh kar 😭😂
Arz kiya hai…Mere pyaar ko tum kya samjhe,Mere pyaar ko tum kya samjhe…Aloo ka paratha samajh ke,Aaram se nigal gaye! 😂 Ek our Na ishq mein na pyaar mein,Jo maza hai Sunday ke yaar mein 😜Na daaru mein na daar mein,Jo maza hai free ke khane mein! 🍕