Night shayari
Today Night Shayari 🌌 “Aj ki raat bhi kuch khaas si lagti hai, Teri har baat dil ke paas si lagti hai… Neend toh aankhon me hai phir bhi, Teri yaadein jagne ki wajah si lagti hai.” 🌙✨
Today Night Shayari 🌌 “Aj ki raat bhi kuch khaas si lagti hai, Teri har baat dil ke paas si lagti hai… Neend toh aankhon me hai phir bhi, Teri yaadein jagne ki wajah si lagti hai.” 🌙✨
Aankhon ko band karo aur mujhe yaad karo, Main turant sapno mein online ho jaunga… 😜💫 Aur haan… disturb mat karna 😉❤️
Hawa bhi dheere se tera zikr karti hai, Chandni bhi teri tasveer se jalakti hai… So jao meri jaan pyare se khwabon mein, Meri har good night tujhi se shuru hoti hai… 💫
Raat chup hai, magar dil kuch keh raha hai, Door hoke bhi tu paas reh raha hai… Neend meri bhi ab tujhse hi judi hai, Har sapna bas tera hi chehra keh raha hai… 🌙❤️
Aankhein band kar lo, main khayalon mein aa jaunga, Tumhari har raat ko main mehka jaunga… Bas ek muskaan rakhna sote waqt,Main sapno mein tumhe roz gale laga jaunga… ❤️✨
Chand ki roshni se saja hai sapno ka jahaan, Dil se dua hai aapko mile sukoon bhari nind har raat yahan. Good Night 🌙
सूरज की किरणों सी हैं आँखें इनकी, इनकी अदाएँ सबको बेमिसाल लगती हैं, हर लिबास ही सजता है आप पर बा खुदा, आप तो हर रंग में ही बेहद कमाल लगती हैं। 💖💖💖❤❤❤💖💖💖
Sitaaro se bhari is raat mein, Aapki har khwahish poori ho jaaye, Jo sapne aap dekho… Woh haqeeqat ban jaaye. Good Night ✨