Good night shayari
Sitaaro se bhari is raat mein, Aapki har khwahish poori ho jaaye, Jo sapne aap dekho… Woh haqeeqat ban jaaye. Good Night ✨
Sitaaro se bhari is raat mein, Aapki har khwahish poori ho jaaye, Jo sapne aap dekho… Woh haqeeqat ban jaaye. Good Night ✨
Raat ka chand aapko khushiyon ki saugat de, Har sapna aapko ek nayi baat de, Dil se dua hai meri… Aapki har raat suhani ho. Good Night 😴
Ola Party me talent unlimited hota hai:Koi singer, koi comedian… aur koi sirf “hmmm” expert 😭 Host bola: “Mic discipline maintain karo.”2 second baad sab ek saath “HELLOOO” Ola Party me ek banda itna attitude dikha raha tha…Jaise Grammy Award jeet ke aaya ho 🤣🎤
Ola Party pe friendship fast hoti hai…Naam nahi pata hota, par awaaz se pehchan jaate 😅
Host: “Sab civilized raho.”2 minute baad full WWE fight start 🤼😂OLA Party ka legend:Jo har baat pe bolta hai —“Mute pe tha bro…” 😭🤣Late night voice chat:“Bas 5 min aur…”Aur dekhte hi dekhte subah ke 4 baj jate hain 🌙☀️😂Voice chat singer:Khud ko Arijit samajhta hai…Baaki sab network issue samajh ke mute kar dete hain
OLA Party me:“Mic on karo bro…”Mic on hote hi —Peeche mummy: “Pehle doodh leke aa!” 😂Voice room ka topper:Khud kuch nahi bolta…Bas sabki baatein record karke hasta rehta hai 🤣OLA Party crush:Face reveal nahi…Par awaaz sunke hi dil aa jata hai 😅🎧
Aaj phir dil ne ek tamanna ki, Aaj phir kisi ko yaad karne ki… Na jaane woh samjhe ya na samjhe, Par humne har dua me unhe maanga hai.” “Waqt badalta gaya, log badalte gaye, Hum muskurate rahe aur zakhm chhupate gaye… Kuch log dil me itne bas jaate hain, Ki unhe bhoolne me zamaane
Today Night Shayari 🌌 “Aj ki raat bhi kuch khaas si lagti hai, Teri har baat dil ke paas si lagti hai… Neend toh aankhon me hai phir bhi, Teri yaadein jagne ki wajah si lagti hai.” 🌙✨
*ऐसा एक पल भी नहीं होता है*जब मैं सोच नहीं रहा होता हूं तुम्हारे बारे में*शायद जब आंखें खुलती हैं*तब से लेकरबन्द होने तकपता नहीं क्योंतुम ही होती हो*मेरे दिलों दिमाग में…..!!*