Dil ki batein
Dil ki baatein hothon pe laa nahi sakta, Tere bina main muskurana seekh nahi sakta, Zindagi mein tumhara saath hai toh sab kuch hai, Warna is dil ko main sambhal nahi sakta.
Dil ki baatein hothon pe laa nahi sakta, Tere bina main muskurana seekh nahi sakta, Zindagi mein tumhara saath hai toh sab kuch hai, Warna is dil ko main sambhal nahi sakta.
Arz kiya hai…Mere pyaar ko tum kya samjhe,Mere pyaar ko tum kya samjhe…Aloo ka paratha samajh ke,Aaram se nigal gaye! 😂 Ek our Na ishq mein na pyaar mein,Jo maza hai Sunday ke yaar mein 😜Na daaru mein na daar mein,Jo maza hai free ke khane mein! 🍕
Chand ki roshni se saja hai sapno ka jahaan, Dil se dua hai aapko mile sukoon bhari nind har raat yahan. Good Night 🌙
Suraj ki kirne keh rahi hain uth jao, Har sapna sach karne ka waqt aa gaya hai, Muskurate hue shuru karo aaj ka din, Kyuki har din ek nayi kahani leke aata hai
🚀 जो लिखते हैं दिल से, वही आगे बढ़ते हैं, यहाँ शब्द ही पैसे में बदलते हैं 💰 आज ही शुरू करो ये सफर दोस्तों, PostYourShayari पे सपने सच होते हैं ✨
ना नौकरी की टेंशन, ना बॉस का डर, बस शायरी लिखो और बनो खुद के सर 👑 हर पोस्ट पे बढ़ते लाइक्स और कमेंट, और साथ में बढ़ेगा आपका earning center 💸
कलम उठाओ और जादू कर दो, दो लाइनों में दिलों को भर दो ❤️ यहाँ हर शब्द की कीमत मिलती है, बस अपनी शायरी को वायरल कर दो 💰
Arz kiya hai… Na WiFi hai, na data hai, Phir bhi dil tumpe hi ata hai 😜 Tum itne cute ho ki kya bataayein, Dil karta hai tumhe fridge mein sajaayein 😆 Na ishq mein na pyaar mein, Jo maza hai Sunday ke yaar mein 😂 Meri life bhi ek movie jaisi